Get Free PayTM cash Tricks on using UPI lite and get 100 Cashback

Free PayTM Cash: Doston agar aap bhi Paytm UPI ka istemaal apne ane wale transactions par karna chahte hain to aap Paytm ke is naye feature jiska naam Paytm UPI Lite Live hai, uski madad se apne kisi bhi transaction par ₹100 tak ka cashback asani se pa sakte hain.

Doston, aap mein se bahut saare log Paytm ke is naye feature ke baare mein abhi aware nahi honge. Agar hum iske baare mein baat karein ki Paytm UPI Lite Live kya hai, toh yah Paytm ke dvaara haal hi mein launch kiya gaya ek aisa feature hai, jiski madad se aap ₹200 tak ke transactions bina UPI PIN ko daale kar sakte hain. Is feature mein aapko ₹200 tak ke kisi bhi transaction ko karne par apne UPI PIN ko baar-bar nahi bharana padta.

Paytm 100 Cashback pane ke liye – Yaha click Kare

Paytm UPI Lite ke fayde

Paytm ke is naye feature Paytm UPI Lite Live ko Paytm ke dwara apane users ki baar-bar UPI PIN bharna ki samasya se chhutkara paane ke liye launch kiya gaya hai. Lagbhag pratyek user jo kisi bhi UPI app ke dwara paise ka len-den karta hai, is samasya ka samna karna padta hai, jisme ki aapke UPI PIN ka leak hone ka khatra bhi hota hai. Iske kuch fayde niche die hue hain:

  1. ₹200 tak ke UPI len-den par PIN daalne ki samasya se chhutkara
  2. UPI len-den mein hone wali pareshani se chhutkara
  3. Pehle transaction par ₹100 tak ke cashback ki suvidha

Aise karen apne smartphone mein Paytm UPI Lite ko chalu

Agar aap bhi apne smartphone mein Paytm UPI Lite feature ko activate karna chahte hain, toh niche die hue charanon ko dhyaan purvak follow karen:

  1. Sabse pehle apne phone mein Paytm app ko open karen.
  2. Aapko Paytm app ke home page par upar ki taraf Paytm UPI Lite ke banner par die hue “Setup Now” par click karna hai.
  3. Ab aapko “Proceed to Set up UPI Lite Now” ke option ko select kar lena hai.
  4. Ab aapke samne ek naya page khul jayega, jisme aap 2,000 rupees ya usse kam ki dhanraashi ko aapne Paytm UPI Lite ko activate kar sakte hain.
  5. Iske baad aapko “Add Money to UPI Lite” naam ke option par click karke apni dhanraashi ko UPI PIN daalkar add kar lena hai.
  6. Is prakriya ke baad aapke samne ek naya page khulakar aa jaega, jisme aapke dwara add ki gayi dhanraashi aa jaegi.
  7. Iske baad aapke Paytm app mein Paytm UPI Lite feature

Leave a Comment